Bhajan Library

Nanda Baba

Chorus

Nanda baba ji ko chhaiya

Rakho naam hai Kanhaiya

Babu naam hai Kanhaiya

Kanhaiya, Kanhaiya, re

Verse 1

Karo gend ko pilaiya

Ai ai re bhi laiya

Kahe ke gende hai

Kahe ka baala

Gende mein kahe ko laage ho challa

Verse 2

Gwaal baal sab khelan aaye

Var ke datta chhaiya, Kanhaiya, o gora

Verse 3

Sone ke gende hai

Sone ka baala

Gende mein sone ko laage ho challa

Verse 4

Le le Jamuna neela gagan hai

Neela Kanhaiya, neela gagan hai

Subah re shaam ye khelan aaye

Subah re shaam yeh nila gagan hai

Sing · Nanda Baba · Bhajan Library