Akeli paniyana jaihon
Akeli paniyana jaihon
Sang leho Nand ke Laal
Kuwan paani mein na gai ho
Kuwan mein kaala naag
Kaala naag se main bachi aayo
Apne piya ki bhaag
Kaala paani mein na piyo re
Kaala mirchi na khaaun
Kaala marda ki sej na suto
Main kaali hoi jaun