Shree Hanuman Vandana
Verses
Charan sharan mein aayi ke
Dharun tihara dhyan
Sankat se raksha karo
Sankat se raksha karo
Pawanputra Hanuman
Durgam kaaj banaye ke
Kinhen bhakt nihaal
Ab mori vinti suno
Ab mori vinti suno
He Anjani ke laal
Haath jod vinti karoon
Suno veer Hanuman
Kashton se raksha karo
Kashton se raksha karo
Ram bhakti dehun daan
Pawanputra Hanuman