Maro Bichkaar
Chorus
Maro bhar bharke pichkari
Holi ka matlab hai
Rang ek rang duniya saari
Holi ka yahi matlab hai
Maro bhar bharke pichkari
Verse 1
Baras baras bhaag aati hai Holi
Aaj na karwa bolo
Humne man ke mail ko dhoya
Tum bhi krodh ko dholo
Maro bhar bharke pichkari
Holi ka yahi matlab hai
Verse 2
Aaj ke din yu ghul mil jao
Rahe na koi naya purana
Aaj na pichhla, aaj na naya
Bhare pyaar ki saja dhari
Holi ka yahi matlab hai
Maro bhar bharke pichkari