Jai Krishna Hare
Chorus
Jai Krishna Hare, Jai Krishna Hare
Dukhiyon ke dukh door kare
Jai Jai Jai Krishna Hare
Verses
Jab charon taraf andhiyara ho
Asha ka door kinara ho
Jab koi na khewanhara ho
Tab Tu hi beda paar kare
Jai Jai Jai Krishna Hare
Tu chahe to sab kuchh kar de
Vish ko bhi amrit kar de
Puran kar de uski aasha
Jo bhi Tera dhyan dhare
Jai Jai Jai Krishna Hare
Jai Krishna Hare, Jai Krishna Hare
Dukhiyon ke dukh door kare
Jai Jai Jai Krishna Hare