Bhajan Library

Radhā Kanhaiyā

Refrain

Bansī sajai kē kāhā chupāyo?

Kartī hai tumsē pyār Rādhā Kanhaiyā

Verse 1

Brindaban kā muralī wālā

Sab kehte hain Nanda Gopālā

Chup chup kē tu na sātā

Oh natkhat orē Kanhaiyā

Kartī hai tumsē pyār Rādhā Kanhaiyā

Verse 2

Gopīyo ko tu kyu satāwē?

Handīyo sē mākhan churāwē

Matkīyā phorī hazār

Bār bār tu na muralī bajānā

Ab tum hī ho mērā thīkānā

Ghāyal jīyārā hamār

Sing · Radhā Kanhaiyā · Bhajan Library