Om Jai Jai Mahadev
Verses
Shwetambar peetambar
Kati mein baaghambar saaje
Kati mein baaghambar saaje
Gal maala rundan ki
Gal maala rundan ki
Kar damru baaje
Om jai jai jai Mahadev
Sheesh jata bahe Ganga
Ujjwal chandraanan sohe
Ujjwal chandraanan sohe
Swami samadhi lagaaye
Swami samadhi lagaaye
Tribhuwan man mohe
Om jai jai jai Mahadev
Neelkanth bhaktan hit
Tumne vish ka paan kiya
Tumne vish ka paan kiya
Asuron ko sanhaar ke
Asuron ko sanhaar ke
Jag ka traan kiya
Om jai jai jai Mahadev
Roop alaukik Ardhnaareeshwar
Tum ho Tripuraari
Trilochan tum ho Tripuraari
Shiv Shankar pralayankar
Shiv Shankar pralayankar
Tandav nrityadhari
Om jai jai jai Mahadev
Om jai jai jai Mahadev
Om jai jai jai Mahadev