Khawat Bhajan
Chorus
Kewat ne kaha Raghurai se
Utarai na lunga he Bhagavan
Utarai na lunga he Bhagavan
Verses
Main nadi naal ka sevak hun
Tum bhavsagar ke swami ho
Main yahan pe paar lagata hun
Tum wahan pe paar laga dena
Tune Ahilya ko paar lagaya hai
Mujhako bhi paar laga dena
Main yahan pe paar lagata hun
Tum wahan pe paar laga dena