Jagar Bam Bam Bhola
Chorus
Jagar Bam Bam Bhola
Bam Bam Bhola Bhola
Mera Bhola bada damru wala
Sar se behti hai Ganga ki dhara
Bam Bam Bhola Bhola
Verses
Apne trishul par ek nagari banayi
Pyare bhakton ke liye Kashi banayi
Sang rahta hai sabse nirala
Mera Bhola bada damru wala
Aaya jo dar par uske
Dukh dard lekar ke
Hare wo kasht pal bhar mein
Apne bhakton ke
Sun leta hai damru wala
Mera Bhola bada damru wala