Bhajan Library

Hum Ko Man Ki Shakti

Chorus

Humko man ki shakti dena

Man vijay kare

Dusron ki jai se pehle

Khud ko jai kare

Verses

Bhedbhav apne man se

Saaf kar sakain

Dusron se bhool ho to

Kshama kar sakain

Satya hum mein base rahe

Jhooth se dare

Dusron ki jai se pehle

Khud ko jai kare

Humko man ki shakti dena

Man vijay kare

Sing · Hum Ko Man Ki Shakti · Bhajan Library