Holi Aai Re
Chorus
O Holi aayi, Holi aayi
Dekho Holi aayi re
Khelo khelo rang hai
Koi apne sang hai
Bheega bheega ang hai
O Holi aayi, Holi aayi
Dekho Holi aayi re
Verse 1
Behki behki chaal hai
Chehra neela laal hai
Deewane kya haal hai
Maston par hai masti chhaayi
Dekho Holi aayi re
Verse 2
Jo laaye rang jeewan mein
Use Holi mein paaya hai
Bataaun kya tumhe yaaron
Kise maine bulaaya hai
Ya mat bula, ya bata dil ki baatein
Na chhupa duniya se chori hai kya
Yeh ladki hai ya kaali maayi
Dekho Holi aayi re