Chalo Re Sabhi Ram Se Mile
Opening
Hey Siya Ram
Hey Ram Ram
Chorus
Prabhu Ram Ayodhya mein aaye
Chalo re sabhi Ram se mile
Chalo re sabhi Ram se mile
Ram se mile, Siya Ram se mile
Ram se mile, Siya Ram se mile
Raghu Ram Ayodhya mein aaye
Chalo re sabhi Ram se mile
Chalo re sabhi Ram se mile
Verse 1
Sun ke Bharat ye, mahaliya se nikle
Sun ke Bharat ye, mahaliya se nikle
Nayan neer bahaye
Chalo re sabhi Ram se mile
Chalo re sabhi Ram se mile
Verse 2
Charanon mein gir gaye, jab re Bharat ji
Charanon mein gir gaye, jab re Bharat ji
Seene se Ram lagaye
Chalo re sabhi Ram se mile
Chalo re sabhi Ram se mile
Verse 3
Lakhan Laal ji, ro-an laage
Lakhan Laal ji, ro-an laage
Sab ke jee bhar aaye
Chalo re sabhi Ram se mile
Chalo re sabhi Ram se mile
Verse 4
Mata Kaushalya, aarti utaare
Mata Kaushalya, aarti utaare
Dono ko tilak lagaye
Chalo re sabhi Ram se mile
Chalo re sabhi Ram se mile
Verse 5
Dukh se bhari, Mata Kaikayi kari thi
Dukh se bhari, Mata Kaikayi kari thi
Baar baar pachhitaye
Chalo re sabhi Ram se mile
Verse 6
Khushi khushi, sab aur khushi mein
Khushi khushi, sab aur khushi mein
Sab mein deep jalayein
Chalo re sabhi Ram se mile
Chalo re sabhi Ram se mile
Closing
Ram se mile, Siya Ram se mile
Ram se mile, Siya Ram se mile
Raghu Ram Ayodhya mein aaye
Chalo re sabhi Ram se mile
Chalo re sabhi Ram se mile
Hey Siya Ram
Hey Ram Ram