Baar Baar Din Yeh Aaye
Chorus
Baar baar din yeh aaye
Baar baar dil yeh gaaye
Tu jiye hazaaro saal
Yeh meri hai aarzoo
Happy birthday to you
Happy birthday to you
Happy birthday to (name)
Happy birthday to you
Verse 1
Beqaraar hoke daaman thaam loon main kiska
Kya misal doon main teri naam loon main kiska
Nahi nahi, aisa haseen, koi nahi hai
Jispe yeh nazar ruuk jaaye
Bemisal jo kehlaaye
Verse 2
Auron ki taraah kuch main bhi tohfa aaj laata
Main teri haseen mehfil mein phool leke aata
Jinhe kaha, use kyaa hai, phoolo ki zaroorat
Jo bahaar khud kehlaaye
Har kali ka dil dhadakaaye
Verse 3
Phoolo ne chaman se tujhko hai salaam bheja
Taaro ne gagan se tujhko yeh payaam bheja
Dua hai yeh, khuda kare, ai shokh tujhko
Chand ki umar lag jaaye
Aaye toh qayamat aaye