Ang Se Anga
Chorus
Ang se ang lagana sajan
Humein aise rang lagana
Gaalon se yeh gaal laga ke
Naino se yeh nain mila ke
Holi aaj manana sajan
Humein aise rang lagana
Verse 1
Are jo jee mein aaye
Tum aaj kar lo
Chaho jise in baahon mein bhar lo
Ang se ang lagana sajan
Humein aise rang lagana
Verse 2
Upar upar rang lagaiyo
Na kariyo kuchh neeche
Moh se kuch na bol
Khadi reh chupse akhiyaan meeche
Ang se ang lagana sajan
Humein aise rang lagana